|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
ehsaas e ishq
1 jaate huey kadmon ko roka usne main itna ehsaan faramosh bhi nahin ke shukriya na kehta
2
rukna chaaha par ruk na sake zamaane ne kaha ki mujh par sirf uska hee haq hai kaise maan leta main....aakhir roka tha usne maine bhi waada nibhaane ko socha
3
jaane nahin diya usne, abhi kehna karna tha bahut kuch, nahin jaan paaya main ki mujhe kisne sataaya hai
ye zamaana bade sang e dil thehra, zauq to murjha gaye wo to teri har muskurahat pe qurban hai
4
kya khabar thi ki aisa bhi hoga humara kaatil hee humaara maseeha hoga
humne jise chaaha hai khud se zyaada wo aaina humaara aks hoga
kya kameen thi humko, humne khuda se usse maang liya khuda ne usse kya diya, mera to sab kuch le liya
zauq ne khud ko bhool kar pehchaana unhe jo pehchaana, to wallah khud to guma diya
p.s. I take a break now, will post more of this stuff soon :) Oh man - what memories from 10 years ago.....phew!
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|